Sunday, 18 August 2013

Chahoon bhi toh mein kaise ...Force

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginu
Dariya behta hi rehta hai

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginu
Dariya behta hi rehta hai

Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambi kahin, dil ki yeh daastaan
Kaise kahoon

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginu
Dariya behta hi rehta hai

Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambi kahin dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon... kaise kahoon....

Tumse mujhe yeh kehna tha woh keh raha tha hum-dum
Ho saamne toh kya kahoon, kya kehna tha hum-dum
Kaise yeh, jazbat hai
Iss dil mein toh, din-raat hain
Honthon pe kyun aane se yeh sharmate hain
Aankhon mein kyun yeh har ghadi aa jate hai

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginu
Dariya behta hi rehta hai

Hum kyun kahe, joban kahe, ik baat hai jana
Dhadkan kahe, dhadkan sune, woh raat hai jana
Dil bole bin, hai bolta
Sab raaz hai, yeh kholta
Jab khwaab hai, jazbaat hai, ehsaas hai
Toh kehna kya, toh sun.na kya, awaaz hai

Chahoon bhi toh main kaise kahoon
Saari jo baatein dil kehta hai
Lehar sapno ki kaise ginu
Dariya behta hi rehta hai

Keh rahi hai kya yeh suno, meri khamoshiyan
Raat se hai lambi kahin, dil ki yeh daastaan
Kaise kahoon

0 comments:

Post a Comment

 

Blogger news

Blogroll

About