Sunday, 10 November 2013

Balam Pichkarii......YJHD

Balam pichkaari Jo tune mujhe maari
Toh bole re zamaana kharaabi ho gayi
Mere ang raaja Jo tera rang laaga
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
(Itna mazaa kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya) (Repeat once)
Dugna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal kaisa nawaabi ho gayi

Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Haan balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Teri kalaayi hai haathon mein aayi hai..
Maine maroda toh lagti malaayi hai
Mehenga pade ga yeh chaska malaayi ka
Upwaas karne mein teri bhalaayi hai
Ho bindiya teri maahtaabi ho gayi
Dil ke armaano mein behisaabi ho gayi
Toh balam pichkaari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..
Balam pichkaari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi… Hey.. hey.. hey..
Hey kyun no vaccancy ki hothon pe gaali hai
Jabke tera dil ka kamra toh khali hai
(Kamra toh khali hai]
Mujhko pata hai re kya chahta hai tu
Boli bajan teri neeyat kawaali hai
Zulmi yeh hazir jawaabi ho gayi
Tu toh har taaley ki aaj chaabi ho gayi
Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Haan bole re zamana kharaabi ho gayi
Haan bole re zamana kharzabi ho gayi

0 comments:

Post a Comment

 

Blogger news

Blogroll

About